Bure waqt se mujhe jo dur rakhe wo prarthna hai tu
Vishwas me bandhe Anath ashram ki aradhna hai tu
Rote bilakhte bachhe ki bhook hai tu
Mujhme sari achaiyon ki rooh hai tu
Umadti dhoop me, bargad ke pedh si chaya hai tu
Kale ghane asman me umeed ka ek sitara hai tu
Tujhe dene jaisa mere pas kuch nahi hai Maa
Tune jo ye zindagi hi mujhe taufe me di hai
Bas ek aur dua banja meri aur hamesha mujhe apne anchal me rakhna
Bohot taklifon se janam diya hai tune mujhe
Ishwar sara shrey khud nahi le sakta

No comments:
Post a Comment